Muskura do zara khuda ke vaste, sama-e-mahefil mai roshni kam hai, tum hamare nahi to kya ghum hai, hum tumhare to haiN ye kya kam hai? .... Read More
Is dard-e-dil ko zamana kya jane, Ak bewafa ishk ko nibhana kya jaane, Kabr ke ander hota hain kitna dard, Ye uper phul chadhane wala kya jane .... Read More
Unhone dekha aur aansu gir pade, bhari basant mein jaise phul bikhar pade, dukh vo nahi ki unhone hamein alvida kaha, dukh toh yeh hai ki uske baad woh khud bhi ro pade. .... Read More
Dil ki aag ko ashko se bujha lenge, ayegi jo yaad tumari jaam utha lenge, hamse behtar koi mile to btana, tumari rahon se khud ko hata lenge. .... Read More
Kisne meri kabar par aake diya jala diya Bijli kadak ke gir padi sara chaman jala diya Chain se so raha tha main odhe kafan majar par Yahan bhi satane aa gaye, kisne pata bata diya .... Read More